01

Character Sketch

Toh chaliye doston...

Main aapko milwati hoon hamare kahani ke characters se!

Sabse pehle, ek chhoti si baat...

Yeh mera pehla novel hai, thodi bohot galtiyaan ho sakti hain... toh please mind mat kariyega, aur support zaroor dena!

Iss kahani mein... male aur female dono ka equal part rahega.

Haan, thodi si female-oriented zaroor hai... toh agar kabhi female character thoda ‘male-type’ behavior kare, toh surprise mat hona!

Kyu karegi? Wo bhi kahani ke beech mein aapko pata chalega.

Toh chalo, shuru karte hain!

Male Lead – Rudra Pratap Singh

Picture this...

6 foot 1 inch ka kad... dusky skin tone... 8-pack abs ke saath ek aisi physique...

ki koi bhi dekhe bina reh nahi sakta!

Age? 27 saal.

Aur college ke time se hi ladkiyon ka national crush!

Par sabse khaas baat kya thi?

Attitude... zero!

Hamesha sabse achhe se baat karta, friendly tha, aur sabke dil ka favourite bhi.

Usko life ka maza lena aata tha – friends ke saath chill karna, car racing karna, night outs maarna, clubbing karna... sab kuch.

Lekin... ab tak ek bhi girlfriend nahi!

Kyuuu?

Kyuki bhai sahab apne mummy-papa ke love story ko apna perfect relationship goal maante hain.

Aur isliye... jab tak sahi insaan nahi milta, tab tak no distractions!

Waise ladkiyon ke saath dostana rishta zaroor hai, par line kabhi cross nahi karta.

Respect and distance – dono ka perfect balance!

Work ke matter mein?

Bhai full serious!

Kaam mein koi lafda nahi chalta. Apni company 'Ventures', jo ek real estate ka bada naam hai, usko apni mehnat se India ke top 5 mein laaya hai.

Aur agar kisi ne kaam mein laziness dikhayi... toh samajh lo uski class lagti hai!

Rudra ki Family

Rudra ke papa ka naam hai Rajveer Pratap Singh – Alwar ke Raja sa!

Aur mummy ka naam hai Komal Singh – ek shant aur pyaari lady, jo apni ek muskurahat se Raja sa ka pura gussa hawa mein uda deti hain!

Rudra ke do siblings hain – ek behen Kasturi aur ek bhai Kushal.

Kasturi – 22 saal ki, aur MBBS ke last year mein.

Kushal – 22 saal ka hi hai, aur apne bhai ke jaise business world mein naam banana chahta hai, lekin tech industry mein.

Aur Rudra ka sabse special dost?

Arjun!

Jo officially assistant hai, lekin reality mein Venture company ke 30% shares hold karta hai!

Arjun ki family ke saath kuch complications hain... par wo kahani ke aage aapko bataunga.

Ab milte hain Female Lead se – Kashvi Thakur

5’8 feet height...

Perfect figure... na jyada moti, na patli – bilkul fit gym wali vibe!

Wavy aur silky baal... kamar tak lamba... par kabhi khule nahi dekhe jaayenge.

Hamesha ek simple aur classy juda mein bandhe rehte hain.

Kashvi... apne papa dwara banayi gayi 'Rathod Fabrics' ki CEO hai.

Yeh company Rajasthan ke cultural outfits ko duniya bhar mein promote karti hai.

India ke har regional dress ka touch unke designs mein dikhta hai.

Aur isi wajah se Kashvi teen saal continuous 'No.1 Businesswoman' ka award jeet chuki hai!

Par doston... Kashvi ke saath ek tragedy bhi judi hai.

Aaj, jab vo apni success enjoy karti hai, tab uske saath uska koi family member nahi hai...

Uski zindagi mein sirf do log hain – ek nanaji, Ashok Verma, aur ek best friend, Ronit.

Ronit, jo ek anath tha, Kashvi ke saath bada hua, aur dono ek dusre ki family ban gaye.

Pyaar?

Nahi, usse kuch zyada – ek atoot dosti.

Aur haan... ek bada twist!

Kashvi sirf ek businesswoman nahi hai...

Mafia world mein 'Killer' naam se famous hai!

Aur Ronit?

Uska right hand – 'Marco' ke naam se jaana jaata hai.

Kisi ne aaj tak inka asli chehra nahi dekha...

Bas naam hi kaafi hai... darr failane ke liye!

Kashvi ke kuch rules hain...

Kabhi piche se var nahi karegi...

Aur bacho ya jaanwaron par kabhi vaar nahi karegi.

Aur agar koi in rules ko todta hai... toh Kashvi use maut se badi saza deti hai!

Ek baat yaad rakhna doston...

Ye kahani sirf ek mafia romance nahi hai!

Ye kahani kuch alag hai...

Ye aapko sirf entertain nahi karegi, balki life ke kuch bade lessons bhi sikhaayegi.

Toh bas...

Story ke saath jude rahiye...

Aur shayad, kahani ke ek ek mod pe aap kuch aisa paayein... jo dil ko choo jaaye

REPEATED TEXT TO MEET WORD LIMIT SORRY .................

"Toh chaliye doston...

Write a comment ...

Write a comment ...